Sanjoyey rakhna
Yeh zindagi ka fasana
Dard aur khushi ka khazana
Jana pehchana aur anjana
Phir na kehna
Ki mein ney kaha na tha
Kabhi to hogi woh kalam
Woh roshnai
Woh kagaz tujhey baham
Kabhi to hoga
Tera bhi lahu garam
Ki tu insaan hai
Tera her rang anokha
Teri her baat ajab
Teri justuju ,teri jurat paiker
Chod ja tu apna bhi kuch asar
Likha jaye tera bhi fasana
Tareekh key panun per
Teri hasti ho jis se ujager
Kuch aisa ker,kuch aisa ker........
Yeh zindagi ka fasana
Dard aur khushi ka khazana
Jana pehchana aur anjana
Phir na kehna
Ki mein ney kaha na tha
Kabhi to hogi woh kalam
Woh roshnai
Woh kagaz tujhey baham
Kabhi to hoga
Tera bhi lahu garam
Ki tu insaan hai
Tera her rang anokha
Teri her baat ajab
Teri justuju ,teri jurat paiker
Chod ja tu apna bhi kuch asar
Likha jaye tera bhi fasana
Tareekh key panun per
Teri hasti ho jis se ujager
Kuch aisa ker,kuch aisa ker........
No comments:
Post a Comment